BIG NEWS - Modi cabinet clears Delimitation Bill with 50% increase in seats and freeze on number of seats till 2051.
Both the conditions of DMK Chief MK Stalin fulfilled.
BJP ka official AI video dekh ke internet ne naya shabd hi bana diya: 'Slopulism' 🤖 Bhaashan bhi generate, vikas bhi generate. Bas naukri maango toh jawab aata hai 'prompt galat tha'. Aapka favourite AI vaada kaunsa? #Slopulism
UP BJP: 2027 mein chehra 'kamal' hoga, CM baad mein decide 🌸 Matlab vote abhi do, dulha shaadi ke baad dikhayenge. Ye chunav hai ya online sale ka mystery box? Aap kis chehre ko vote doge? #UPElection2027#BJP
Bhai aesi-aesi video dekhi hai bc sharm aarha itna bhukhmari kab se hogya Bihar mai, zero civic sense...
Log train pakd pakd k anat singh k yaha gye hai khane, pattal nhi mila toh cardbox mai leke kha rhe. Yh sab dekh k samjh aajata kyu nhi ho rha bihar ka vikas.
₹35 में अस्पताल की खरीद, ₹312 में मरीज को वही इंजेक्शन। हार्ट अटैक में इस्तेमाल होने वाले एक इंजेक्शन की खरीद दर और MRP में ₹38,000 का फर्क मिला। भास्कर इन्वेस्टिगेशन
#MedicinePricing#HospitalPharmacy#PatientRights#HealthcareCosts
अधिक खबरें और ई-पेपर पढ़ने के लिए दैनिक भास्कर एप इंस्टॉल करें - https://t.co/xvtHwBtpmP
Shaadi season mein ab dulha-dulhan bubble mein entry le rahe 🫧 Hamare yahan entry ka matlab tha ghodi, band aur naraaz fufaji. Bubble badal lo, fufaji tab bhi naraaz hi milenge. Tag karo apne fufaji ko #WeddingSeason