Kisi ne phool se pucha Jab tumhe toda gaya to tumhe Dard nahi hua
Phool ne bhi Khubsurat jawaab diya
Todne wala itna Khush tha ki main
Dard bhul gaya.🍃🤍
Mujhe samajh nahi aata ke wo insaan jo
Ek waqt par humein itna pyar karta tha
Care karta tha wo Ek waqt aane par
Achanak se badal jata hai woh bhi
Hamari kisi bina galti ke 🙂♥️