@Akramkhan47k Ha Qazi hi akele insaan hai jo kuch bhi kar skte hai aur bol skte hai baaki Robot hai ......kya chutiya narrative set karne me tum lage ho .......bigg boss ke fan to nhi ho tum selective fan yaa PR ho
@nishat140827 Dosti ka Mtlv yeh hota hai ki aap kuch nhi bol skte dost ke baare me to kya dosti hai ....etni baatcheet to karte hai koe bhi ......yha koe bachpan ke dost to hai nhi ki aankh band karke favour kar de
@icodeforyouu Sab theek hai lekin Uditi ko Mahi, kanika , amrapali aur love se upar rakhna chahiye kyuki baaki ki mujhe to koe aisi personality nhi dikhayi di jo kisi ko own karni chahiye
@iamwbi Par ese logo ki najar me contribution aur content nhi kahte .... Na jaane kaisi audience ho gayi hai jisko sirf cringe dekhna hai ......phir jab actual khud ki life me wahi cringe ho to Uditi jaisi maturity expect karte hai
@777willreturn Tum jante ho contribution kya hota hai bhaiya banakar saiyaan banana contribution hai , side sofe par beth ke commentry karna contribution hai , din bhar tatti ki baate karna contribution hai , ek bed par beth ke apne dosto ke sath ghar ghar khelna contribution hai
@SameerOekhod Uditi is by Far the most genuine contestant of this season ......Jisko real rhna bolte hai wo hai Uditi .....jaise Bigg Boss se bahar waise hi same andar ......no over dramatic, no over emotional,
@rabbits_rxoxo Manish ne miss mhi kiya hoga but uski Beti ko kitni hope hongi es message se us perspective se bhi sochna hota hai .....ek beti ummed lagaye hogi ki uske papa mera message national telivision par sunenge
@BiggBoss_Tak Jo kah rhe hai manish 2 hafte aaya use na dena chahiye tha ...bhai wo bhi ek ladki aur aur janti hai father kya hote hai ....manish ki beti kitna wait kar rahi hogi ki uska message aaye bigg boss par ......usse yeh khushi kaise chheen skti thi Uditi ...