@aajtak Koi bhi hindu ya muslim ladna nhi chahta bas ye Rajnitik log hi afwahey faila k apna kaam banate hai baki logo ko to apna khane kamaney se hi fursat nhi milti
@news24tvchannel@KapilSibal bilkul sahi maan lijiye election mey vote kiya tha kisi party k symbol prapt candidate ko to maine mera vote party ko diya hai kyunki uss party ka hi wo candidate hai aur wo jeet jata hai wo prty badal leta hai but jis party m wo gya wo party ko maine vote nhi dena