@shafaqakram2 HAAN sahi kaha, achi baat hai koi umeed nahi lagaye ga or zindghi main sirf apni marzi karna , na kisi ko koi jawab dena k kya kar rahi or kahan gai apni marzi , sahi kaha main na
@jiyaaura ik relationship hai laikin bohat complicated hai hum dono 5 saal sai ik sath hain, laikin abhi tak hum dono na meetup bhi nahi kiya or kabhi judha bhi nahi hona