Dear @Google
Itne barhiya maps banaye, chota sa feature aur daal dete ki saaf saaf bolde flyover par chadhna hai ya neeche se jaana hai. 5 inch ke screen par aadhe milimetre ka deflection
Kahan se dekhe aadmi?
Yours Truly,
2km aage se U Turn leta hua aadmi