*Khuda Se Ishq*
"Khuda se ishq karna mushkil nahi hai,
Is ka aaghaz dushwaar hai.
Khuda se ishq ka aaghaz, duniya aur doosron se dil hataana hai.
Khuda se ishq ka aaghaz, khud se guzar jaana
Aur apne tamaam maamlaat Khuda ke supurd kar dena hai."
— Ustad Panahian
Ali (as) Ki Ulfat Ka Taaj Rakhtay Hain
Har Marz Ka Ilaaj Rakhtay Hain
Ham Ko Kia Dar Yazeedyat Say Bhala
Hum Hussaini Hain Or Hussaini Mizaaj Rakhtay Hain