Aaj bahot dino ke baad aziz dost , maroof shayer, flim lyricist Aalok Shrivastav bhai se kanpur meiñ mulaqat hui...
ye sochnā ġhalat hai ki tum par nazar nahīñ
masrūf ham bahut haiñ magar be-ḳhabar nahīñ
Aalok Shrivastav
तुम्हें देख कर बंद कर ली हैं आंखें
कि अब कुछ नहीं देखना चाहता हूँ
#zeeshanniazi
تمہیں دیکھ کر بند کر لی ہیں آنکھیں
کہ اب کچھ نہیں دیکھنا چاہتا ہوں
# ذیشان نیازی