Donation Appeal — ₹ 10k
These people have together started a factory on a contract basis. All arrangements are done, the only problem is ration/food supplies.
Irfan Ansari's QR Code I have, Please help with 10k |Verified @/Ilyas_SK_31|
Eid-ul-Azha khushi aur ibadat ka din hai, magar afsos aaj kai log qurbani ko ibadat se zyada numaish bana dete hain. Bade bade jaanwar galiyon me ghumana, logon ke saamne baar baar dikhana, videos banana aur dusron ko ehsaas dilana ki “dekho hamare paas kya hai” — ye wo cheezein
hain jo qurbani ki rooh ko kamzor kar deti hain. Kyunki qurbani fakhr dikhane ke liye nahi, balki aajizi aur taqwa ke liye hai.
Allah Ta’ala farmate hain:
“Lan yanaalallaha luhumuha wala dima’uha walakin yanaaluhut taqwa minkum.”
Tarjuma-
“Allah ko na unka gosht pahunchta hai na