@malang_aadi @SembitPetra Abe bewakoof bhagwan ko dukh sukh sbme yaad ho krta h whi saccha bhakt hota h sirf mantra padh ke demand karna bhakti nhi hota h jo h uske liye dhanyawad kehna bhakti hota h
@suryapsingh_IAS Ek 25 saal ke jawan admi ki v juban ladkhada jaati h or kya ho gya kuch muh se ulat palat nikal v gya to Stress anxiety kisko nhi hoti