Qabar mei sabse pehla sawal Namaz ka hoga or humare pas jawab na hua to phir? Bht dar Igta hai na aesi baat sochne se bhi, kyu na is sawal k jawab ki tyaari kr len? Is laiq to nhi hun k ksi ko bolun lekin kyu na mil k tyari kr len? Allah hum sbko kamyab kre in sawaalon mei AMEEN