Aur wo pakistan ki 3 times first lady bhi hain 🙂 iss liye unko izzat de gayi hai mere bhai .... Nawaz family ko chorr do wahan ki to baat he ni hai ye✌️(2)
Begum kulsoom nawaz k baray m apko bss itna he pta hai k unka shareef khandaan sath kya rishta hai ... Iss se zyada humari awaam ko pta he ni hai 😊 begum kulsoom nawaz k grand father "Gema pehlwan" indo pak k sub se baray pehlwaan the!! (1)
@__Not_Yours_ @elif1821_ Bhai punjabi ki qoute suni ho gi ameer da marya kutta sara shehar tukka te ghareeb di mari maa kise na lya naaa.humari society me paise walon k janazay bre hote ab ghareebon k ni is me izat zilat ks koi pehlu ni
Zindagi asaan ni hoti, zindagi ko asaan banana parta hai, kabhi dua kar k, kabhi sabar kar k, kabhi maaf kar k, aur kabhi kuch nazar andaaz kar k.
-Molana Tariq Jameel