Gaye Ujale Hua Humse Rahnuma
Rukhsat, K Aaj Ho Gaya Mahmaan-e-Karbala Rukhsat,
Na Chahte Hue #Nasir Use Kiya Rukhsat, Hai Khatm Maahe Moharram Hui Aza Rukhsat.
Bht Udaas Hai Manzar Hussain ع Jate Hai....💔😭
Anjuman-e-Noor-e-Imaan.
"Wo jis dar pay farishtay sar jhukatay thay,
Aaj ahl-e-Saqeefa nay wo dar hi gira dia;
Wo jis ko Rasool (s.a.w.a) jaan say ziyada azeez rakhtay thay,
Aaj usi Bibi (s.a) pay darwaza gira dia."
Bibi fatima k Dushmano par Lannat Beshummar