@Rashkqmr Aesi koi cheez ni ha jo aurat apni zndgi mein apnay husband ko na day skti ho
Aesi kuxh cheezain ha jo aurat apnay husband ko day hi ni skti
Sawal hi ghalt ha
@Alihaseo Dr Hammad Likhvi
In kay lactures sun liya kray
Islam samjh a jayee ga
Every Friday
Fb pay page ha
Live hota ha
Mubarak mosque From Islamia College Railway Road
@urhhtiichiiryaa 10th muharram ka roza Hazrat Muhammad (PBUH) nay bhi rakha tha. 10th Muharram ko Hazrat Musa or qoam ko Firaoun say azaadi milli thi. Hazrat Muhammad nay os azaadi ki waja say rozza rakha tha, or 9th muharram rkhnay ka irada kia tha takay dosro qoam say na millay.
You can check.
@mrfaisupk @syedaayat19@driqbalgujjar71 @Khadija6420 @MaryamNSharif Loooo bssss ho gaya
Mtlb ek female vampire or os kay khandan nay 2.5 crore population ka khoon nichore liya
Or ap kahtay ha
Jesi bhi ha is nay yeh ni kia๐คฆ๐คฆ๐คฆ
Clapping honi chahiye ๐๐๐
@RoYaLLJaTT786@iqrarulhassan Or baad mein maafi bhi mangi thi jb os ki haqeeqat pta challi thi
Hum say ghalti ho jayeee or maafi mangnay pr bhi maafi na milay to nainsafi
Or agr koi or maafi mang lay Beshak os say ghalt fahmi hoi ho to bhi tanqeed
Hum sb ko manners kay lessons lena zrori ho gaya ha
@ijazrizvi598@zaheershamsi @Simeabrahim @iqrarulhassan Bhokay mar jana ya galiyan dena islam nai ha
Or agar meri baat say ikhtilaaf krna ha to proof kay sath krna
@Mishafirdous ๐๐Ab aesi baat bhi ni
Porn website pr to or kuch milta hi ni
Twitter pr to phr bht achi cheezain bhi mil jati
Pr baaqi apps ki trh block ni lgaya hoa twitter nay is liye zyada ha
@SaeedSa57926382 @Waqasahmadsafi5 Acha agr yeh baat ha to yeh btayeee kia
Yeh sb batain quran or hadees mein ni likhi hoi?
Moo say achi lgti ho ya na lgti ho
Baat kr wohi sakta ha jis ko kam az kam pta ho
Jis ko pta hi na ho woh na amaal bhi ni kr sakta yeh ap kay replies bta chukay ha