@Leo_RmFc Jitani makers lal kar rahe hai Qazi ki aur jitana log support kar rahe hai .. agar scot ke dost support mai aa gaye to khatam ho jayega. But qazi is fixed winner by makers
@aliauxs@munafan94631 Qazi achaa banda hai bhai .. Scout chutyapa kar raha hai but makers aur jyada kharab dikha rahe hai ... Kisiko jitane keliye kisiko bura banakar jitana pade to kya fayada