@Arifakochi Ghalti bike walay ki hai. Car walay nay indicator diya huwa tha already. Phir bhi ghalat ghus raha hai aur phir maar bhi raha hai. Aur tmhay sharam aani chahiye kay aesi harkat pr keh rhay ho kay Pathan say panga mehenga par gaya. Jahil log
@KarachiKingsARY@KarachiKingsARY@HaiderAzhar aapkay ghalat tareen decisions say team ka bera gharak hogya. 1. Players ko chuttiyan mananay bhejna, 2. Kal saad ko retired out krna, 3. Agha jb aapko 1 over main hi wicket nikalwa deta hai tou usko dobara over kyun nhi diya jata? Samajh say bahar h
Bykea ka yeh rider fraud hai, ride krkay pesay zyada mangta hai aur ride cancel ki tou location pr pohanch kr badtamizi ki gari ka jack la kr marnay ki dhamki deta raha. Aur pesay lay kr jaan chori kay mjhay 500 rupay do phir jaunga wrna maar dunga. Waqar, # CBC-830, 03118464672
@arynewsud sar phar dunga. Kesay fraud aur jahil log rakhay hain aapnay jo kay pesay zyada mangty hen aur agar na do tou is tarhan say jaan say marnay ki dhamkiyan day rha hai. Is matter ko dekhen aur iss banday kay khilaf action len.
Name: Waqar
Number Plate # CBC-830
Mobile # 03118464672
@arynewsud 500 rupees do tb main jaunga wrna yhin shor machata rahunga. Meray ghar kay samnah kharay hokr isnay badtamizi ki aur 500 rupay denay ka kaha. Main nay mana kiya tou yeh shaks apni gari say JACK nikal kr lay aaya aur mjhay marnay ki dhamkiyan denay laga kay mjhay pesay do wrna
@arynewsud location pr pohanch kr khara hogya.. main nay doosri ride ki aur family ko chornay neechay gaya tou yeh gari kay aagay aakr khara hogya aur badtamizi krnay laga. Kay main gari nhi janau dunga aur main nay boht zabardasti krkay family ko bheja tou yeh mjhsay kehnay laga mjhau
@arynewsud Bykea بائیکیا ka yeh rider jiski main nay aaj rat ride ki thi. 2630 rupay ki ride huwi thi isnay mjhay call ki aur location confirm ki kay aap kis jagah hain etc aur phir mjhsay 3000 rupay mangau jo kay main nay mana krdiya. Aur ride cancel krdi. Yeh banda qareeb hi tha tou meri
@bykeapk Laga kay mjhay pesay do wrna sar phar dunga. Kesy fraud,jahil log rakhay huwe hain apnay jo kay pesay zyada mangtay hain aur agar naa do tou iss tarhan say jaan say marnay ki dhamkiyan day rha hai. Is matter ko dekhen aur iss banday kay khilaf action len.
@bykeapk yeh mjhsay kehnay laga mjhau 500 rupees do tb main jaunga wrna yhin shor machata rahunga. Meray ghar kay samnah kharay hokr isnay badtamizi ki aur 500 rupay denay ka kaha. Main nay mana kiya tou yeh shaks apni gari say JACK nikal kr lay aaya aur mjhay marnay ki dhamkiyan denay
@bykeapk Yeh banda qareeb hi tha tou meri location pr pohanch kr khara hogya.. main nay doosri ride ki aur family ko chornay neechay gaya tou yeh gari kay aagay aakr khara hogya aur badtamizi krnay laga. Kay main gari nhi janau dunga aur main nay boht zabardasti krkay family ko bheja tou
@bykeapk Bykea بائیکیا aapka yeh rider jiski main nay thori dair phlay ride ki thi. 2630 rupay ki ride huwi thi isnay mjhay call ki aur location confirm ki kay aap kis jagah hain etc aur phir mjhsay 3000 rupay mangau jo kay main nay mana krdiya.Aur ride cancel krdi.#bykea#indrive#yango
@casourabhguptax @TheRealFalcons5 Aur woh jo Karachi ka port tabah kiya tha.. uski bhi tou picture lagado... Port tabah krdiya, Karachi tabah krdiya.. abay kahan say latay ho aesi chawalain 🤣😄