@narendramodi jai Mata di sir
Sir Mai aap baccha hu is desh ka aur Mai hmesha kaam ko vote deta hu but bar bahut confused hu mafi chata hu pta nahi kya karu raja to aap ko dekhna chata hu but aap ke naam logo ne sirf ego dikhaya hai sir bus aage aap ko dekhna hai jai shree Ram