@NehaAisa Ye kaise ladki hai isse dar nhi lagta hai kya itne powerful logon k khilaf bolte hue jhansi ki rani ka dusra avtaar ho gya hai paida.isse toh hume dar lag reha hai
@Neha_Satire Akeli ladki itni bada hindustan ki sarkar sai 2-2 haath ker rehi hai ye jante hue nhi mere sath ya mere family k sath kuch bhi ho sakta hai. Piche hat jao abhi bhi
@SupriyaShrinate Rahut gandhi ko bolo if desh ka leadership karni hai toh genz ya Neha etc sai dur raho desh ki janta aapko jald hi pm baneygi bus wait kro kuch month ka hume pta hai kab pm banega rahul
@INCIndia Yaar ye rahul kahan kahan ghumta hai kabhi Neha Bora ko aage krta hai kabhi genz k bande ko
Jab desh ki jnta aapke sath khadi hone ko hai toh inn chote chote bachon k bich jane ki kya jarurat sahi waqt aane per sab kuch ho jayega but kuch month ka wait kro