#SyedZafarAbbas Say Koi Ikhtilaaf Nahi Hai, Kabhi Kabhaar Paida Hotey Hain Un Jaisay ❤️
Laiken Awaam Jab Bheek Lenay Is Tarhan Nikal Sakti Hai To Ahtijaaj Karney Kyun Nahi ?
#JDC#behriatown
Chalte hain dabe paaon koi jaag na jaaye,
ghulami k aseeron ki yahi khass ada hai...
Hoti nae jo qom haq baat pe yakjaa,
Uss qom ka haakim hi bas uski saza hai
#امپورٹڈ_حکومت_نامنظور