Mohd Jan Allawalon ke betay, Sultan Ahmed Allawalo ke damad, Moosa jan Allawala ke walid. Iqbal Jan Allawala (jan lace walon) ka intiqal hogaya hai. Namaz e janaza, baad namaz e Maghreb, 23-6-2021 @AikMinara Masjid mein ada ki jaye gi. Allah SWT marhoom ki maghfirat Farmain.Ameen