WELCOME to the official fan club handle of BIGGEST @Ajazkhanactor providing latest news,info pics & videos,connecting with Ajaz khan fans everywhere love ❤.
Aaj main bhi protest ka hissa bana… ❤️
Jab main wahan pahucha, to mujhe sirf bheed nahi dikhi… mujhe ek jazba dikha, ek dard dikha, aur apne future ke liye ladte hue hazaaron students dikhe.
Unki aankhon mein gussa tha, lekin usse bhi zyada apne haq ki ladai ladne ka hausla tha. Paper leak ne sirf ek exam nahi chhina, balki lakhon sapne aur saalon ki mehnat ko bhi chot pahunchayi hai.
Main ek baat poori zimmedari se keh sakta hoon… wahan jo students the, woh kisi ke paise par nahi aaye the. Woh apne haq, apne mustaqbil aur insaaf ki awaaz ban kar aaye the.
Har student ki bas ek hi maang hai – insaaf, imaandari aur ek behtar future.
Main har uss student ke saath khada hoon jo shanti ke saath apni baat rakh raha hai. Dua karta hoon ki unki awaaz suni jaye aur unki mehnat ke saath kabhi anyay na ho.
Students ka future siyasat se bada hai. Unki mehnat ki izzat honi chahiye. 🇮🇳
@CJP_for_India@RahulGandhi
Last night at Imran Hashmi’s movie premiere — met an old friend after ages. Some connections never fade, just like good cinema 🎬✨”
#ImranHashmi#MoviePremiere#AjazKhan
वो सुबह से सड़कों पर धूप, धूल और ट्रैफिक में अपना पसीना बहाता है… ताकि घर में रोटी बन सके, बच्चों की मुस्कान बरकरार रहे। 🚖
हम अकसर ₹10–₹20 के लिए बहस कर लेते हैं, पर सोचो, वही ₹20 उसके लिए एक वक्त का खाना है।
ऑटो ड्राइवर मेहनत करता है, एहसान नहीं मांगता — बस अपनी मेहनत की क़ीमत चाहता है।
चलो आज स�� एक वादा करें — जब अगली बार ऑटो में बैठे, तो किराया नहीं, इंसानियत देखो।
इज़्ज़त दो, क्योंकि वही उनकी असली कमाई है। ❤️🙏
#RespectAutoDrivers #ajazkhan #InsaniyatSeChalo #eknumber #SupportLocalHeroes #ZindagiKiSawar
Religion plays a significant role in the conflict between iran and Israel, influencing both the ideological and geopolitical, par agar zulm had se zyada ho jaye toh. Jawab bhi milta hai.
#iran#IranAttack#ajazkhan#eknumber
We emphasize so much on external beauty that we often neglect our internal self. Remember, the Almighty looks at the state of our hearts. He doesn’t look at our figure nor the body. So before hearts become diseased, ugly and unhealthy, let us strive to purify them.
The Honourable High Commissioner of India in London, Mr. Vikram Doraiswami met #TeamIndia Captain @ImRo45 and Head Coach Rahul Dravid at The Oval 👌👌
#WTC23 | @VDoraiswami | @HCI_London
पैसे का खेल या जस्टिस फेल ?
Culprits Are Easily Getting Bail But An Innocent Accused #BiggBoss Fame Ajaz khan Still In Jail.
Let’s Appeal Together To Get The Justice Which Is AlReady Delayed
#jucticeforajazkhan@AjazkhanActor#Akufandom