@mktyaggi Mein Is bat ko justify nahi kar raha hun Magar Delhi Me Sarai Kale Khan mein Ek Adress hai T - 86 Uske Owner Gurjar Samaj se hain Is Adress par 500 Votes ki meri Guarantee hai jao jakar check karlo Aur phir bolna 5 ke 50 par
@IamIhsanMarwat Tera deen wo hai Bomb bandhkar phadna begunah 100 - 200 Ka qatle aam karna, ya Schools par hamle karna ? Ye hi hai na tera deen ? Mera nabi aur tera nabi ek ho bhi nahi Sakte Tera nabi baqul tere tere jaisa hai Mere Nabi jaisa na tha na hai na hoga Mera nabi lasani o be misl hai
@Th_LebanonTimes Duniya ke Musalman hum Indian Muslims ko jo chahe kahein Magar Hum Tan man Dhan se Apne Desh Bharat ke sath in jan de bhi denge aur Le bhi lenge koi Farq nahi padta samne kis mazhab aur Dharm ke log hain
@Aamitabh2@YouTube Isko patrkar samajhta tha magar ye bhi Dalal nikla Pichle har 5 minute me isne Delhi Election ke Agende ke taur par Jamuna ke bahane Kejriwal aur Delhi Government ko Target kiya hai Is jahil ko ye nahi pata Jamuna ki khrabi me sirf Delhi nahi Aur bhi states qasoorwar hain
@Rudhrayadav001 Is beti ki details Faraham karayein Mein khud Ek Handicape hun Donon pairon se to Gudiya ki problem samajh sakta hun Mein iske liye jo Zuroori help hogi karung plz DM her Details
@AmarUjalaNews Na to ye sanp zehreela hota hai aur bohot Shy Qism ka sanp hota hai na hi ye katta hai Isko ghoda pachad, Dhaman jaise desi namon se jana jata hai ye Zehreela nhi hai
@AlokTiwari9335@JaikyYadav16 Tiwari ji Ghair Hinduon ko bhi Dukh nahi hai Khushi hogi Jab Tiwari ji Beti Balmiki ke ladke ke ghar me Dulhan Ban kar Jayegi is Tarha ki Hindu Ekta dekhna bura nahi Achcha Sukh hai
@Bravo_mengal @IR_Urdu Khaibar se lekar ajtak Shion ne hi yahoodion ka munh kuchla hai Dekh Red sea me Yamni, North me Hizbullah, West me Iraq Aur in sab ko Sab kuch Faraham karne wala Iran sab ke sab shia hain
Han Saudi aur Yahodi Bhai bhai rahe hain jo aj bhi hain dekh ankhein khol kar
@Baliyan_x Pulwama ke waqt me Kiski Sarkar thi jab Hamare 40 Begunah Fauji Shaheed hogaye Tab Kya Hath pairon me mehendi lagi hui thi Hamla usi waqt hona Chahiye