@ismail_vaidh@Rizvana_Raza Accha wahi leadership na jo 3talaak k mudde per or mob leaching jaise mudde per apne akkao k kehne se jubaan tak nahi kholte wo
@AshishNand0@liveKhabarindia@KraantiKumar Badee peeda h bhai sahab aapko agar congress ko vote na de to dharm k name per vote kare to dharm k name per vote kar raha h muslim bhi waise tum koi aisa bayan btao jisme barrister sahab ne hinduo k khilaaf bola ho kuch jaise bjp bolti h muslim k khilaaf
इन मासूम बच्चों के सर से पहले ही बाप का साया छिन गया था, अब मां का साया भी छिन गया।
हिना प्रवीन, चंदन यादव और कुंदन यादव के घर काम करती थी। लेकिन इन अहीरों ने उस मजबूर लड़की को अपना हवस का शिकार बना लिया और उसका सामूहिक बलात्कार कर हत्या कर दिया।
#JusticeForHinaParween
AIMIM MLC Janab @_MirzaRahmath ne Darussalam, Hyderabad mein CMRF Scheme ke tehat behtar ilaaj ke liye Dhoolpet ki rehne wali Radhika Bai D/o Kailash Singh ko ₹3,00,000 ka LOC (Letter of Credit) faraham kiya.
AIMIM Markazi Daftar Darussalam, Hyderabad mein Sadr-e-Majlis Barrister @asadowaisi ke haatho'n Govt. Urdu Medium High Schools ke students mein 'Salar-e-Millat All in One Guide' taqseem ki gayi.
Is mauqe par AIMIM MLA's, MLCs, Party Corporators, Senior Karkunaan aur party ke doosre zimmedaaraan maujood the.
Majlis Charities Educational & Relief Trust ki janib se December 2025 mein Telangana ke Govt. Urdu Medium Schools ke 8,000 students ko ₹24,64,000 ki lagat se 'Salar-e-Millat All in One Guide' faraham ki ja rahi hai.
20 saal pehle ghareeb bachcho'n ko taleem-yafta banaane ka jo beda Marhoom Quaid Salar-e-Millat Sultan Salahuddin Owaisi (RA) ne saal 2005 mein uthaya tha, Alhamdulillah! wo silsila aaj bhi jaari hai.