@banwariMaheshw1 भाई साहब आप झूट को ऐसे बोलते है , सामने वाला तुरंत मन जाएगा 🙏🏻 वैसे जितना भी ज्ञान दिया है उसमे से आधे का भी कहीं उल्लेख नहीं मिलता 🤓 अफ़वाह और झूट कैसे फैलाया जाता है ये हमे आपसे सीखना चाहिए 🔔
@MumbaichaDon Jis raah pe chal rahe ho na beta ek din bahut pachtaoge 🤡 ye paise lekar kya dekha raha hai, Ganga hamesha se saaf hai Haridwar se pahle 👏
@sudhirchaudhary Matlab tumhe bhi pata hai ke @RahulGandhi jit jayega 🙏🏻 Bhai ye sab bolne ke 15 crore nahi de rahe hai ham. Kuch effort lagao aur kaam karo , sarkari naukri samajh ke effort dalna band mat karo. Koi naya scrip laao, research karo bhai 🙏🏻
@RatanRanjan_ Jo ye act kar raha hai usko bhi pata hai truth kya hai 😂 ye kuch chand paise ke khatir apna iman bech diya hai , bad me raat me sote waqt sochta jarur hoga ke waqai me mai sahi kar raha hun 🧄
@SushantBSinha Chushant bhai aise serious matter pe kuch acha sa script laao bhai ham jyda din defend nahi kar payenge. Kuch kaam karo research karo khali selfie mat lo. Itna paisa channel wale dete hai kuch effort dekhao yaar. Ham supporter ka to band baja hua hai 🙏🏻
@1TrueLies999 Ab tum IT cell walo ko AI ka sahara hai 😂 waise jitna bhi jor laga lo sirf whatsapp university ke andhbhakt ke alawa sabko samajh me a gaya ke pappu tera paw paw ban gaya 🤓🤣