@ShabnamHusnain1 Gourmets bakery walay 19ltr water bottle jo 240 ki hai, online extra 50 rupees petrol k charge kar rahy hain. Aur had tu yea hai k agar aap ne 3 bottles order ki tu extra 150 rupees. Yea b aik looy maar hai.
@Tahir_BhattiPML Gareeb ko kiya mila? Na job hai aur na he khanay ki chezian sasti hai. Mulk cars aur mobile se nahi chaltay. Khud aish kar rahy hain aur awaam ko aik time ka khana b https://t.co/YIVBE7Mbg9 milta hai. Konsi tarqqi hai yea
@sajidusmani787 Bhai phelay jo sasta hua hai wo tu mil jaye. Shell k ilawa kisi b petrol pump par saaf mana kar dayty hain k sirf high octane hai. Yahan sab chor hain. Koi sharam k maray surf kha lay ga. Magar Kuch besharm log wohi buttering kar rahy hain.
@ChAwaisGhumman Aramaco walo ne b petrol sasta honay k baad 2 banday rakhy hue hain. Jo keh dayty hain k petrol nahi hai. Sirf high octane available hai. Agar standard wali company hoti tu aisay ghatya kaam na karti.
@saleemspeaks2 Aap jis jaga b tax pay karty hain. Kiya sab jaga government ko tax pay ho raha hai?. Kiya baqi k restaurants aap ka tax government ko pay lar rahy hain.? Mostly places par saaf keh dayty hain k carf machine kharab https://t.co/XMdRXHIeTg payment karian aur 16% tax pay karian.