Breaking news
सुप्रीम कोर्ट का फैसला मुफ्ती सलमान अज़हरी साहिब के हक में
मुफ्ती साहिब पर से Pasa act को खत्म किया गया,
बहुत जल्द मुफ्ती सलमान अज़हरी साहिब जेल से बाहर होंगे
इन शा अल्लाह ❣️
#ReleaseSalmanAzhari
Agar Allah Tabaraka wa Ta'ala tumhein maal o doulat ataa farmaey aur tum iski wajah se Uski ibadat se munh modo to Allah Ta'ala tumahray liye duniya o akhirat mein hijabaat qaim kar de ga aur mumkin hai ke woh tumhein maal se mahroom kar ke muhtaaj kar de. Aur agar tum Allah ki ita'at mein mashgool rahay tou Allah tumhein maal bhi ataa kiye rakhega aur us mein zara bhi kamee na hogi.
— Sultan al-Awliya, Sayyiduna Ghous al-Azam, Sayyid Muhyiddeen Abu Muhammad Abdul Qadir Jilani Hasani Husayni Hanbali (RadiyAllahu Anhu)
Join the Official WhatsApp Channel of Huzur Qaid-e Millat: https://t.co/CT9wB2F5C5