@INCIndia@RahulGandhi चाचा, बोलना एक कला है, कब- किससे, और किस मौके पर क्या और कैसे बोलना है वो बहुत बड़ी कला है, निशानेबाज़ी की तरह वहाँ भी आपको सबसे बेहतरीन बंदूक दे दी जाए तो अगर आप काबिल नहीं हो तो निशाना नहीं लगेगा।
ऐसा ही कुछ यहाँ कर गए - बोलना और जितना सीखना है?
@CJP_for_India Wo de bhi dega to usi ki party ka agala banda PM ban jayega, lekin sabse nayi party aur sabse purani party se ye apeksha nahi ki ja sakti
@TheLallantop Yahi to baat hai, jo desh chala rahe hai wo sabse jayda inteligent aur padhe likhe log hai, baki jinki baat yaha ho rahi hai wo kewal face hai, jo agli baar badal jayenge,
@aipn_news Nahi, lekin aaj bhi sabse saaf dil ka neta koi hai to wo Rahul Gandhi hai, lekin chatukar logo ko pasand karna aur sahi doston se alag ho jana inki galti hai
@yadavakhilesh Are dada, in sabke chakkar me mat padna aapke follower aapke vicharo ko pasand karte hai. Wo vichar jo aaj se 14 saal pahle the, ekdam adhunik, badlav laane wale aaj ka UP aapke vision par hi chal raha hai uska credit lijiye, aur jo kamiya rah gayi unhe door karne ki baat kijiye
@news24tvchannel@Wangchuk66 Agar kisi poll par light dheemi jal rahi hai ya sahi se nahi jal rahi to usi poll par chadhakar usi light ko sudharne wala ek accha mistri hota hai, us poll ko todkar naya poll aur nayi light ki demand karne wala aam public ke liye manoranjan ka sadhan ho jata hai
@nehafolksinger Hota ye hai ki ab iss mudde par vipaksh chunav ki teyari karega lekin 80% se jyada jagah sadak acchi hai, gaon ke andar ki bhi to waha ki janta ko lagega hamare yaha kaam kiya hai hamare vidhayak ne aur wo fir se jeet jayega, 20% jaha khrab hai waha abhi bhi doosari party ka hoga
@TheLallantop Aur wo vote Congratulations ne churaye the, inka banda na khada hota to wo seat INDI a ke nikal jati, jaise Haryana me AAP ne, Delhi me aap ne aur QB me aap ne kiya
मेरे @Office में रोजाना वॉलपेपर दिवस के अनुसार चेंज होता है, और ये आज आया डॉ बाबा साहेब अम्बेडकर के जयंती के अवसर पर, @Mayawati जी ने वास्तव में अद्भुत सौगात दी लखनऊ को।
#ambedakarjayanti
@Aarti202 Aapki baat se bahut sahmat hun, mahila ke saath galat nahi hona chahiye is baat ka jitna dhyan purush warg rakhe utna hi mahila is baat ka rakhe ki purush ke saath galat na ho to saari samsya hal ho jaye