04 july ko samvida walo k liye CM sir ne ghoshna ki thi par aaj tk kisi bhi vibhag ka koi adesh nahi aya he. Hum mahila baal vikas vibhag ke icps jo ki ab mission vatsaly ho gya he ke samvida karmchari he. Humara kab bhala hoga. Kab hume b samaan karya saman vetan milega CM sir