Sir mare motorola ka mobile liya 1 year 6 month huya h aur display mai line aaraha h aur is mai bhut taklif ho raha h is dikhat se paresan hai yeh mobile mai problem aa raha h
@Moto
@BiharEnergy east bilaspur hayaghat Darbhanga mein 3 din se light bhi tak nahi aaya hai sir aur sub west bilaspur hayaghat mai light hai sir East bilaspur hayaghat se koi khed hai kya sir bhut musibat hai sir please aap vinati Hai ki hum sub kii area ka light chalu karaye sir 🙏
Area east bilaspur hayaghat mai light 3 din se nahi hai sir is musibat se hal kigiya sir please bhut dikhat chal raha h sir aap se binti hai ke hum sub ka area ka light chalu karaye sir
@BiharEnergy
@Shivaay152639@News18Bihar@EduMinOfIndia sir yeh ka building bhut denger hai is ka plaster gira tha toh ek bacha ka head damage ho gaye tha aur ausko hospital mai bharti kiya gaya tha
@News18Jharkhand please sabse port kariye School bahut danger vyavastha mein hai aur is school ke bare mein kaarvayi karva sakte hain aap sab aur aap Ham school ka madad kariye ki baccha yahan danger avastha mein hai
@BiharEducation_ please is school ko banvane mein madad kiya jaaye isliye ki yah bahut danger avastha mein hai kabhi bhi gir sakta hai yah school ka naam MS hayaghat boys Hai yah hayaghat Darbhanga mein padta hai
@PMOIndia अतः अनुरोध है कि इस गंभीर स्थिति के मदेनजर अपने स्तर से निरीक्षण कर पुराने पक्का भवन की वास्तविक मरम्मति की दिशा में समुचित कार्रवाई करबाने की कृपा की जाय, ताकि भविष्य में काई अप्रिय घटना नहीं घट सके। भवन की स्थिति के मदेनजर वर्ग संचालन सम्भव प्रतीत नहीं होता है।