@uttamyadava@Vishal_aawaj Is samaaj ki ladai ka to koi end bhi nhi hai ab is post pe us bande ne invest ka pucha ki 10 lakh kaha lagau or aapne yaha apna personal agenda dikha diya to galat wo hua ya aap
@uttamyadava@Vishal_aawaj Bhai mai apka ye dukh samjhta hu par kuch choti soch k logo ki wajah se pure samaaj pe ungli uthana kaha sahi hai aise soch k log har samaaj me mil jaate h, bhagwan ne to insaan hi banakar bheja tha ab ye dharm or samaaj to hum insaan ne banaye h
@uttamyadava@Vishal_aawaj Bhai aise hi gerua chandan lagane se sam croro kama liya jaye to tum bhi akhilesh yadav ki tarah power me aa jao , to sansadhan pe kabja bhi kar loge, jo atayachar karta hai use bolo pure samaaj ko bolne ki jarurat nhi hai aise to tum log bhi bahut jagah gundai karte ho