@sharadshukla911@ranvijaylive@nikhilsahulko@suraj_livee Sab chandaal hain.. Jab tak inn ghamandi aur dushto ka raaj hai tab tak aur kya kya dekhna padega... Mere pita ji ko ghaat tak le jane ke liye main 25000/- rupee diye the. Ye hai inn chandaalo ki kartoot... har din Dil se baddua deta hu... Sab kutte se badtar maut mare gain...
@suraj_livee Sab ke sab chandaal hain... Ye na sunne wale... Laashon par baithe hain aur gidd ki tarah hum sab ko noch rahe hain... Mahadev dekh kar khud pareshaan hain inn bhediyon ko wahi sudhare gain...
Muh par thappad pad gaya... Tum log ab katghare me ho... Aaj ehsaas hua aam admi ki taakat ka... kisi kaam ke nahi ho tum log chaploosi aur ghatiya soch mahadev tumhe sacchai dikhaye gain @myogiadityanath@PMOIndia@narendramodi@AmitShah@BJP4India
Tum sab chandaal ho... kitne logon ko aur maaro gay... Election karwane ke liye logon ko maar rahe ho..Sharam ho to chullu bhar pani me doob maro... Waise mere prabhu Sri Ram tumhe maut bhi nahi de gain.. chandaal ho tum. @myogiadityanath@PMOIndia@narendramodi@sharadshukla911
Mahadev ki saugandhApne pita ji ke hatyaron ko kabhi chama nahi karunga... Me kuch bhi nahi pani ka bulbula hi sahi halchal to kar jaunga... Dil se baddua hai ghamandi shasan-prashasan tum sab wahi khelo gay jo me jhel raha hu @myogiadityanath@PMOIndia@BJP4India@TOILucknow
@VijayVst0502 Tum sab chandaal ho Maut naach rahi aur tum sab khushiyan mana rahe ho Sharam karo aaj maine apne pita ko khoya hai Tum jaise kamine netaon ki wajah se mere Dil se baddua hai ki jo mere saath hua woh tum chandaalo ke saath ho. Hey Ram, Hey Mahakaal baba inko kabhi maaf nahi karna
@myogiadityanath Sri Ram ka Naam mat lo aap... Aapki koyi hasiyat nahi hai... Logo ko maar rahe ho aur meri Ram ka Naam badnaam kar rahe ho. Shame on you and your administrator... Dil se baddua hai ki jo mere saath hua woh tumhare saath ho...
Mujhe ehsaas hai... Chandaal raaj me insaanon ki koyi sunwai nahi hoti. Mujhe dukh hai ki me Bharatiya hu. Apne pita ke hatyaron ke haatho majoor beta...sharam ho toh ab to kuch karo warna ki baddua tum logo ko kahin ka nahi chodegi @myogiadityanath@sharadshukla911@PMOIndia
Aaj mere pita ji ka dehant covid ki wajah se hua... Jimmedar log bas baate karte hain. Maut naach rahi hai aur chandaal khushiyan mana rahe hain... Na samay par dawai, na ilaaz... Muskrana nahi aap Lucknow me hain... Yaah aana nahi yaha chandaalo ka raaj hai #myogiadityanath

@myogiadityanath Mera naam Ashu singh hai. Me covid positive hu mere pita ji bhi covid positive hai, meri patni aur 2.5 saal ka bacche me positive sign hain. Mujhe koyi support nhi mila hai. 2 din se khana nhi, oxygen cylinder bhara kar lata hu apne pita ji saase chalane ke liye plzzz help me...