Sathi society Muslim Nagar Dharavi 188 ward 90 feet road jagah capture kara ja raha hai footpath khatm kar diya gaya hai BMC se vinantiy kis per kaarvayi ki jayegi @mybmc@CPMumbaiPolice@CMOMaharashtra@mybmcWardGN@MP
#Mumbaicommissinor#zone5DCP#deputyCM@mieknathshinde
under Shahu nagar police area muslim nagar behind bhartiya society i was complainted with dailling 100 number shahu nagar police not taking any action yet
It's my humble request plzz take action immediately
@Matinshaikh128@CMOMaharashtra@PMoindi Sab k sath aisa hi hora hai hamara Batla pahle 45 days chalta tha hamare family k hisab se aur ab 28 din mein hi khatam hojata hai main bhi chata hu ki is muche pe karwai ho
yamin shaikh Dharavi mai Kah Raha Hun Bharat Gas ka Batla use karta hun jo Batla 28 Din chalta tha aaj 15 din Mein Hi khatm Ho Ja Raha Hai yah Ek Din Ka Nahin Har mahine Ka 1 Sal se aise hi chal raha hai is per jaanch kijiye logon ko pareshani ho rahi hai @CMOMaharashtra@PMOIndi
Lloyd company ki AC Humne liya tha Nagmani Dukaan Dharavi Mumbai 17
Dedh mahine se pareshan Hun Mai AC ka koi update Nahin de rahe aap se request hai ki is bar Mujhe pareshani Dur ki Jaaye
@LLOYD@havellsindia
Ward number 188 ajmeri Chawl hai is Tarah se he Pani galli mein bharta Jara hai kisi bmc wale ko bolenge toh kehta hai Pani ane ka time hai isliye par ye video din k 12.30 ki hai mein cahta hu ki unpar karwai karre aur logo ki samasya durr kare @mybmcWardGN@CMOMaharashtra
Ward number 188 dharavi BMC Logon Ko chalna mushkil Ho Raha hai To BMC adhikari kahate Hain ki hamara Kam nahin hai mitti nikalna aapse vinati hai isko Dekh Kar is per kaarvayi Karen sare Adhikari ke upar jo bhi BMC staff yahan per hai @CMOMaharashtra@mybmc@mybmcWardGN
@Matinshaikh128@CMOMaharashtra@mybmc@mybmcWardGN Vah log koi Kam nahin karte Hain unko punishment Diya jaaye yah aapse vinati hai sare BMC staff ko 12:00 baje tak Rahane ka site per unko timing hai aur 10:00 baje hi chale jaate Hain unko punishment Diya jaaye