@SwatiJaiHind lagii raho,,, tum tabhi activate hoti ho jab election hone wale hote hai..
kabhi uttar pradesh bhi aa jaao.. sorry tum UP kyu aaoge yha to babu ji ka govt. hai.
@nishikant_dubey Dubey ji hindu dharm me khas kar uttar bharat ke rajyo me ,mausi ke beti ko bahan mana jata hai..
Jisse rakhi bandhwaya jata hai... Aap to uska bhi laaz nhi rkh paye