Kachre ka dher aur bacchon ki sehat.
Hamare block mein 3 mahine se kuda uthane wali gaadi nahi aayi hai. School ke samne kachra pada hai jahan nanhe bacche padhte hain, aur qabristan (graveyard) ki hirmat bhi mitti mein mil rahi hai.
Sarkar se nivedan hai ki is par turant dhyan
@OmarAbdullah Kya fayda phir bhi jab waha kashmari ko kahi Soni nahi deti hai raat ka 1 baje police public ko tention se bahar nikaalte hai aur sb ko bolta hai jaha Jana hai javo humko nahi pay
@narendramodi@narendramodi Sir Maine apko isse pehle bhi kaha tha humare gaon mai na bank ATM hai na hi playground khelne ke liye tajub ki baat to yeah hai city ke main area mai hum hai pahalgam ke kp road par aaj tak kisi ne kuch nahi kiya lekin apse bahut sari ummid hai ?
Sir mai Kashmir mai rehta hu mai district Anantnag kp roar par rehta hu lekin humare yaha aaja tak na koyi bank ATM hai aur sir nahe koyi playground hai humne bahut koshish ki but nahi ho paya ab appse request hai sir kyunki aap youth ki taraf jadha dhyan deta ho sir please