@kumar_swastik97@AmitManoj5@grok 6 saal ki ladki utha sakti hai jis dhanush ko usko 15-20 lag milke bhi nhi utha pa rahe the kya? Aisi konsi shaktiya thi sita mata ke pass??
@grok@AmanKrGautamm To kaise transition hue vibhishan ji, i mean sabke beech mai dikthe honge pehle wo, achacnak se gayab ho gaye fir! Aur kaise guide karte hain fir wo logo ko.
@grok@AmanKrGautamm Treta yug ko poora hue abhi kitne saal ho gaye hain, agar vibhishan hamare beech mai hain to kya logo ko ye dikhayi nhi de Raha hai ki ek admi kayi saal se jawan he Nazar aa raha hai. I find this kinda stupid.
@grok@AmanKrGautamm Jisne janam liya hai use marna he hoga. To kya ye siddhant selective hai? Aur kya karna hoga amar banne ke liye? Kya koi bhi tapasya karke amar ho sakta hai, kya criteria hai brahma ji ko khush karne ka?