@aubankindia@livemint Abhi tak koi jawaab nahi aaya AU bank se, customers lollypop de dete ho aap log, mai Thak chuka hun inki galatiyo ke wajeh se, mai samjh nahi paa raha hun kisse apni problem bataun..
@aubankindia@ManojTiwariMP@ravikishann Fas gaya AU bank se home loan le kar,
logo ko fasa kar loan deta hai,2020 se pareshan kar diya hai,Mail pe koi jawab nahi,loan 9% bol kar 11% de diya,apni galti mana fir10% kar diya,ab 12.5% kar diya, sanction letter bhi nahi sign krawaya
@aubankindia Fas gaya Au bank se home loan le kar,
Modi ji bolte hai sabka ghar hona chahiye,
Au bank,logo ko fasa kar loan deta hai, fir Ghar sale karne par majboor kar rahe hai,2020 se pareshan kar diya hai,Aadami pagal ho jayega,Pagalpan me hi koi kuchh ulta kar leta hai,
@aubankindia aapke bank se loan le kar mai fas gaya hun, Financial problem chal raha hai, upar se bina bataye huye Home loan ka ROI 2.5% badha diya, loan liya to sanction letter nahi diya, fir pata chala ki aapke bank ke staff ne sign kar diya, mail karne par koi response nahi
@YouthAgnstHate@KapilMishra_IND Bhai 39 desh bahart ke hai to sach me tum sab bahot padhe likhe ho hum sab anpadh hai, ... Kamaal ke to tum sab padhe likhe anpadh
@bhanubharatiya_@ManojTiwariMP Bhai ye wahi Arvind kejarival hai naa, Jisne ye bola tha mai to sirf 3BHK ghar me rahunga, Kejriwal Aam Adami se khas aadami ban gaya