Shakti: "Mujhe na prem chahiye, na vaada.
Sirf tera ek drishti— jisme main apne astitva ko pehchaan sakoon."
Shiv: "Teri ek jhalak, meri tapasya ka prasad hai."
DO NOT END SSTTT
#SubhaRajput#RamYashvardhan#ShivShaktiTapTyaagTandav
Shiv aur Shakti ka rishta,
sirf srishti ka kaaran nahi tha.
Woh prem ka praman tha—
ki jab do aatmaayein sachcha tyag karti hain,
tab Brahmaand janm leta hai.
DO NOT END SSTTT
#SubhaRajput#RamYashvardhan#ShivShaktiTapTyaagTandav
Yeh kahaani nahi,
ek divya anubhav hai—
jo har bhakt ke hriday mein dhadak raha hai.
Aapne dekha? Ya mehsoos kiya?
Ye aapke uper nirbhar krta h
Emotional emoticons
DO NOT END SSTTT
#SubhaRajput#RamYashvardhan#ShivShaktiTapTyaagTandav