@JharkhandCMO@HemantSorenJMM Mujhe hasi aa ri hai government ke is faisle par .. matlab ek exam ki wajah se pura jharkhand ka internet band Krna bilkul galat hai, unka kya jo business krte h,kaam chaupat hua unka.. aur students jo map dekh kr exam centre par aate h wo b exam ni de payenge .wrost step by gov