@ajeetbharti@BJP4India akele samrat ji kya kya kaam karege..pahle 2 aakh thi ab 4 aakh h to jyda kaam kar payege .
northe west cm dekhege..east west cm sahiba patni ji dekhegi.
janta ki seva ka jajwa aaj tak kisi neta me nahi dikha..
jai bihar ke lala🙏
@harshktweets hm sab jante h magar madam nahi janti vrna ek 2 award or unki inventions ke naam jarur batati..
madam ka kahna aap google krke dekh lena kyuki madam buzyy h to video banane se pahle dekh nahi payi..
are bhai thodi mehnat janta ko bhi krni chahiye
jai hind
@abhinaymaths Agar koi aspirant top kar jaye to mane padaya, meri class me pada ..
magar jinka selection nahi hua unka number kabhi diya hai..
itne student mujhse pade magar selection nahi hua..
gajab bhutiye h bhai
@abhinaymaths sahab video to bnaya hoga iska jrur..
aap to is chiz me mahir ho.. customer care se bat ki hogi uska bhi video hoga.
ya fir sote sote aise hi kahani bana di
@SunilAstay chutiye isme st sc obc ye sab kaha se aa gya..
500 rupye or 1 bottle daru me bikoge to yahi hoga na.
acha sarpanch ko chunte or kaam karwate .
gajab bhutiye h
@nehafolksinger madam jis chiz ka gyan na ho usme gaav ghusana jaruri thodi hai..
thida google krke dekh lete to itni mehnat krne ki jarurt nahi thi
FRP search kr lena ek baar
@khurpenchh jo bill bana tha jiska payment kiya usme vehicle number registration number sab to proof diya hoga ..vo check krke batao..
vabi se puri sachhayi pata chalegi
पहले झूठ का बाज़ार चलाना, फिर खुद मिलावट करके दूसरों पर इल्ज़ाम लगाना! व्यूज के लिए समाज में डर और असुरक्षा फैलाने वालों की असलियत अब सामने आ चुकी है। मनीष कश्यप का यह गिरा हुआ तरीका बेहद शर्मनाक है। #MediaEthics#FakeNews@ManishKasyapsob
@LakhanmeenaIND Pehle SC se kaam karwa ke gali dena, karza dekar zameen hadapna, aur khane par bula kar jhooti pattal uthwana! ST wale ab SC par julm karna band karein.
Jaani, jinke ghar khud sheeshe ke hote hain, wo doosron par patthar nahi phenka karte! #SocialJustice#SC
@RanjanSinghh_ koi proof h aisa ki ethanol se hi gadi kharab hue hai..koi written me ise de sakta h .
aisa hoga to sabke liye acha haicase kar sakte h court me
sirf views ke liye blame krne se kaam nahi chalega
@Abhimanyu1305 math ke teacher ban ne ki condition hogi ki vo state ya central ke teacher exam qualify kare and B.ed to bahut jaruri hai
@abhinaymaths ab batao aap me ye qualification hai kya..
@YadavManish1001 Bol dene se kuch nahi hota..
jo bol raha h uska proof kaha h ..
aise bolne se kon manega ..1-2 candidate ka naam bataye jisne paper kharida h or unke khilaf complaint kare tabhi to mana jayega ha sahi bol raha hai