@Mangoisbackkk Arey yeh war sharr toh chaltey rahtey hain. Bas jaldi so Jana hai, warna eyes ke neechey dark circles aajatey hain.
Phir uspar cucumber lagana padta hai . Cucumber ktney mehgey ho gaye hain..hay ram.kitni mehngai hai. Tamatar bhi mehnga ho gaya hai.
Mehngai bhi toh ek war hai