@GyanTherapy@YouTube Sir, main aapko personally isi video ke regarding batane ke liye "X" par aaya hun.
Moto G04 is far better....par pata nhi ki aapne Redmi ke itne alternative bataye par isko "Bhul" gaye??? Aapka Regular Subscriber hun isliye msg kiya hun nhi to kaha meri himmat? 😁😁
@ashumth53@nehafolksinger Bhaiya....to kyaa aapko lagata hai ki ye School band rahegi ye sahi hai??
Bhaiya.....mujhe aisa lagata hai ki
Aapko "Kaavad yatra" be baat shuru karna chaiye kya pata Didi aap se kuchh sikhh jaye.....
@nehafolksinger
@Govinda000786 @Krishan88701400@nehafolksinger Ekdam sahi kaha bhai ye pagal hai jo Modi jii ko taanasah kah rahe hain....agr wo sach mein hote to itne Bharsht neta, Prajjwal Revanna, jaise ko abhi tak Jail mein dalwaa diye hote par kya unhone aisa kiya?
Aur congres chamche kahte hain ki Modi Taanasaah hai.??
@pankajydv74@nehafolksinger Bhaiya wo didi to hai hee bekar.....par iss video mein jo ho rha hai iska ek bhee post apke ID par nhi dikha??
Aap to ek Sachhe Hindusthani ho to aapko to ek kadam uthana hee chaiye??
Chaliye intejaar rahega.....😅🤣
@AllTrendin30741@Post4Lamba@jpsin1@dhruv_rathee Didi......aapko kya lagta hai ki abhi tak hamare PM ne koi galti nhi ki hogi???
Aur rahi baat Congress aur baki ki..to unko 10 salo mein 2 baar janta ne sabak de hee diya thha.
Par abhi ke PM ka kya??🤨
@mohanparam @dhruvrahtee Wo to paise lete hee hain bhai.....par kya ho iss video mein bata rha hai wo galat hai???
Aap bhee to abhi ke halat dekh rhae ho.... aapko kaha tak sab sahi ho rha hai lagg rha hai????