Hello mr @nitin_gadkari
Mene driving licence k liye apply krne gya waha RTO office se pehle ek police wale ne ek dalal k paas mujhe beja jaha 800 rs pehle liye gye L
Ab wo mujhe date bhi nahi de rahe hai ki kab Jana hai Ye dalali me kya aap bhi partner ho kya?
@devToTheMars India me rupee se drug milta hai kidnapping me log inr ki demand krte hai sab illegal work inr me ho rahe hai hmesa se badnam Crypto ko kyu kar rahe h ye log
Scam govt hai Crypto nahi
#scamisgovtnotcrypto