Last pura year hum logo ne suffer Kiya hai ab fir se garmi shuru hote hi pareshani shuru ho gayi hai...15 hr se light nahi hai Pani nahi hai ...wire and transformer change hone ke survey hate hein phir baat thande baste me chali jati hai . Ho Raha hai bolke pura 1 saal latka diya
@vimalmishraa@mcyrail@OfficialGNIDA Mento roj hi ghoomta hu sir ..bachhon ki energy chanalise karne ka sabse accha tarika sports hota hai .aap agr waha yog karoge Jo aap Ghar pe kar sakte ho to bacche kaha khelenge jo vo ghar ke andar nahi kar sakte. Ye bachhe colony me khelte hein to problem park me khele to
@mcyrail@OfficialGNIDA Ground sirf bado aur yog karne walo ka nahi hota ..uski zarurat bachhon ko bhi utni hai jitni buzurgo ko ..buzurg to sadak par bhi tahal sakte hein par bachhe sadak par nahi khel sakte hein . Pehle bade log ye dekhkar khush hote the ki bachhe khel rahe hein .aj kal shikayat karte
हाथों में तिरंगा लिए विरोध में आक्रोश में भी राष्ट्रगान ये मिडिल क्लास का तरीका है रोष प्रकट करने का, @CMOfficeUP जी आपका इन लोगो को न्याय दिलाने का क्या तरीका/प्रोसेस है?
पहले चिल्लायेंगे फिर थक जायेंगे फिर चुप हो जायेंगे क्या यही प्रोसेस है सरकार का?
ली गार्डन धरने का 71वां दिन
@DharmendraSdo@pvvnlghaziabad@sushantmajumdar@1912PVVNL@chy_deepak Wah SDO saab Bina dekhe hi faisla kar diya. aap shayad apne ghar ki light dekh kar baat kar rahe the...ground par aakar Hamara problem dekhiye ,is fluctuation ki wajah se na so pare hein na kam kar pa rahe hein..accha mazak Kiya aapne
@DharmendraSdo@pvvnlghaziabad@sushantmajumdar@1912PVVNL@chy_deepak क्या मज़ाक है SDO साहब! कभी पधारे हमारे B-Block, GR Garden Phase-2 मे फिर पता चलेगा, कितना Supply Normal है. आपसे विनम्र निवेदन है हमारे समस्या को समझे और उचित समाधान प्रदान करे. हालात इतने बुरे है कि इस गर्मी में कूलर पंखा चलाने के मोहताज है. इतना voltage fluctuations है.
Kya baat sdo saab. Aap ek bar aaye bhi nahi ki kya situation hai aur tweet dal diya sab normal hai...apne ghr ki light to nahi dekh li kahi aapne ...yaha voltage 100 se 130 ke beech fluctuations kar raha hai kam se kam yaha to sach sweekar kariye