@simple_ladki1 Nhi 3 type 1. Pakistan k naam se khoon kholta hai
2.china k naam se khoon thanda pad jaata hai
3. America k naam se to sorry aage nhi likhata kya pta le likhne ki permission modi jii ne trump se humaare liye naa lii ho 😂😂
@Rajababu4you Teri baat sunkar samj aata hai ki brain wash bhi koi cheez hoti hai or wo insaan ko system ka itna gulam bna deti hai ki usse usme kuch galt nazar nhi aata koi nii bhai dwaai leta rahe ho jaayga aaram🙏🙏
@Rajababu4you @ChandanYadav997 Oo devmanush pahli baat online tracking ki to waha time ghatta badta rahta hai kbhi 5 mint kbhi 50 mint to kbhi yhi time ghanto mein badal jata hai to plateform ticket kitne time ki le ya kb tk leta rahe
@Tabassum__2 Aap bhi kmaal karti ho didi jiska chehra chupaana tha usko to dikha diya or jiska dikhaana tha uska blur kr diya agr isss ladki ki jagh aap hoti to bhi aisa hii karti🤔🤔
@advhimmatsingh 1 सेकंड से असफल होने वाला अभ्यर्थी ही समय की कीमत समझ सकता है।
PST ट्रैक पर Live Clock लगाना हजारों युवाओं के लिए मददगार साबित हो सकता है।
हरियाणा पुलिस की सभी भर्तियाँ हमेशा निष्पक्ष और पारदर्शी रही हैं।यदि यह छोटा नवाचार शामिल किया जाए 🙏
@cmohry@advhimmatsingh@NayabSainiBJP