Sabse gatiya service hai after sales, sabse gatiya service station hai aur to aur Parts bhi avilable nahi hai. Gaadi ko bech ke service centre khade rakhne ke liye OLA scooty leve. @OlaElectric@jagograhakjago@MORTHIndia futur factory bol ke logo ka present kharab kar rahi OLA
@ChapraZila अस्पताल की एक रात रिश्तों की एक्स-रे रिपोर्ट होती है। 🏥
अच्छे दिनों में साथ दिखने वाली भीड़ में से
ज्यादातर लोग अचानक “नेटवर्क कवरेज से बाहर” हो जाते हैं।
तभी पता चलता है,
रिश्ते कितने हैं… और अपने कितने। 🎭
Dear Railway, if a couple are travelling together it doesn't mean you give them a separate seat and also a different coach..., how does a lady survive in this scenario? P1-S1-16... And P2-S3-32!
@IRCTCofficial@NWRailways
🚀 Ab YouTube sirf dekhne ke liye nahi, enjoy karne ke liye bhi!
👀 Curious? Click karo aur dekho khud…
👉 [https://t.co/AypYFB3E5g]
#YouTube#JoinNow#Viral#1auff1
Railway ne to apna ticket ka paisa le liya baki usko kisi ke time aur pareshani se koi matlab nahi. Jis time pe mujhe mere destination pe hona chahiye tha uss time tak iss train ne apni half distance bhi cover nahi kari. Kya hi bole ab!
Hello Railway, Kya iski koi jawadehi hoti hai ki train apne daily schedule pe run hoti hai fir bhi wo 1-1 ghanta late hoti hai? Isko laparwahi bolenge ya fir Aadat? ? Train No. 22899. @IRCTCofficial@RailMinIndia@WesternRly i am currently in traveling this frustrating situation.
Agar koi person daily koi kaam 365 din karega to wo bhi perfect ho jata hai. Aisa kya hai ki koi train daily 365 din chale fir bhi wo time se nahi chal paye, iska matlab ya to driver ki majburi hai ya fir Railway ko Dusro ke time ki value nahi hai.
5 बायोटेक्नोलॉजी सफलताएँ जो हिंदू देवताओं द्वारा पहले ही आविष्कृत की जा चुकी थीं - Thread🧵
मानव ने विज्ञान से जैव प्रौद्योगिकी में कई सफलताएँ पाई हैं, लेकिन हिंदू शास्त्रों में ऐसे कई प्रसंग मिलते हैं जहाँ ये उपलब्धियाँ पहले से ही दर्शाई गई हैं। आइए जानें ऐसी 5 प्राचीन जैव प्रौद्योगिकी की झलकियाँ।
Tata power kabhi khud ke customer care phone kiya hai? Ya sirf dikhawe ke liye hi hai number? @TPAJMER@TataPower ek bhi number pe call receive nahi hoti.
Bas saare pandit VIP VIP ke liye uplabdh hai. Queue ko manage karne ke liye koi bhi nahi. Ek pandit kam se kam din ke 15K se 20K yaa uss se bhi jyada kama raha, kewal prashan ki undekhi ke karan.
Har ek Jyotirlinga, kewal VIP darshan ka aur pandito ke kamane ka jariya hai, baaki jo normal Darshan karne aate hai unka to bhagwan hi malik hai, in pandito ko kisne adhikar diya hai ki wo Bahwan ke darshan ka Rate fix kare?@MPTourismIndia@CMMadhyaPradesh
एक बड़े धनवान सेठ रहते थे। वह विष्णु भगवान् के परम भक्त थे और हमेशा सच बोला करते थे।
एक बार जब भगवान् सेठ जी की प्रशंशा कर रहे थे तभी माँ लक्ष्मी ने कहा - “ स्वामी! आप इस सेठ की इतनी प्रशंशा किया करते हैं , क्यों न आज उसकी परीक्षा ली जाए और जाना जाए कि क्या वह सचमुच इसके लायक है या नहीं ? ”