@Jatassociation Fhas charne gaye hai enko buddhi. Sahi galat samjh nahi aa raha hai. Ese hi andhbhakt kehte hai. Bjp khud tum logo ko chun ke maregi. Ghbrao nahi sabka tim aayega.aaj 13 cr kal137 cr.royenge
@REAL___HINDUVT Ha par ye bhi ehsasa dilyaya ki saare hindu bate hue hai jati dhar aur bhasha ke adhar pe. Maharashtra me kya ho raha hai uski audh nahi hai. Marathi aur up Bihar vaale lad rahe hai ek dusre ke saath. Yahi kia hai aap logo ne
@iAjaySengar Ye log to maar khaa rahe hai. Par bjp wale to muh bhi nahi dikha paayenge.bjp hatao desh bachao. Bjp naag hai jo apne hi logo ko dash rahi hai
@Dharmendra93287 Kaha the gyani baba. Ye dhram kaha tha jab saalo se gulami ki ek bhi bhaga an aaya nahi bachane. Jillta bhari jindagi ji hai santani logo ne. Aur aaj badi badi baat. Bhai aaj ka soch. Tax pe tax de rahe hai log. Vaha bank bade loan writeoff kar rahi hai
Madam paisa mera mai income tax pay kar raha hu. To kis baat ka transaction tax. Tum saale chor ho .Tujhse achha to mai finance minister ban ke dikha du. Kya malum kaha se padhi.ho. desh ke logo ko lootna dhanda ho gaya hai aapka
@nsitharaman
@BJP4India Vo thik tha kam se kam ticket ka cost kam tha aur ticket bhi mil jaata tha. Par aapke raaz me naa hi ticket mile naa hi suvidha. Achhe din mat laao bhai