Alfaaz mere, ehsaas tumhare 💫
Dil ki duniya ko lafzon mein utaarta hoon 🖤
Har shayari ek kahani hai… jo kabhi meri, kabhi tumhari ✍️
#Shayari#DilKiBaat
@makemytrip Need urgent help with refund for PNRs O8RHGG and N9LL5D.
One ticket was self-cancelled, and the other was refunded due to airline reschedule not matching my travel plan.
The payment card used is now closed/cancelled, so please help to get refund in alternate bank a/c
@makemytrip Need urgent help with refund for PNRs O8RHGG and N9LL5D.
One ticket was self-cancelled, and the other was refunded due to airline reschedule not matching my travel plan.
The payment card used is now closed/cancelled, so please help to get refund in alternate bank a/c
Mohabbat to bas ek se thi,
baki se to dillagi ki humne,
toot kar bikhar gaya mai,
jab choti si vajah par berukhi ki usne… 💔
#shayari#mohabbat#dard#feelings
@Alexa_ps1 इश्क़ और चाय में बस इतना सा फर्क है इश्क़ दिल जलाता है,
चाय जीभ जलाती है ☕❤️
फिर भी दोनों की तलब ऐसी है न मिले तो बेचैनी बढ़ती है,
सुकून मिले तो दुनिया भूल जाती है!
@Im_zeenatkhan True love can easily find 2 minutes to connect, but constant calls or messages every few hours aren’t required—quality time and trust matter more. If there’s real effort and emotional connection, the fear that “someone else is filling the gap” is just insecurity.
Kuch kashish uss me khas ho
masoomiyat uski saaz ho
uski shakshiyat khusmijaz ho,
chahe wo jo pal bhar ke liye
har ghadi wo uske pas ho
hum pe bhi ek nazar kare
jab kabhi hum uske sath hon,
paye jo uska sath hum
uss khuda ke shukrgujar hon.
https://t.co/niyEedL3Za
Humne bhi zindgi me socha jaroor tha basayenge ek dunia khwabo ka haseen sa takra gaye jo hum,pathhar ki hoor se toot gaye wo khwab jo dekha kabhi mai tha
https://t.co/cfEqHuPDzZ
Humse ek aisi khata ho gayee.
Na chahte hue bhi wafa ho gayee.
Chaha tha sab kuch bhula du magar. Zindgi bhar ki saja ho gayee.
https://t.co/7heFMl6qyK
Rishte bhi ajeeb hote hain.
jinse door jana chaho, wo dil ke utne hi qareeb hote hain.
kyu hoti hai aisi ulfat, jab apne hi apno se door hote hain.
https://t.co/kMYx6d1QTZ
Khamoshi bhi na jane kya kya kah jati hai.
lab khamosh hote hain nigahen bayan kar jati hai.
ALAM us insane ki bebasi to dekho.
hazaron dard hote hain aur dunia badnam kar jati hai.
https://t.co/weUP5Vvb5a