@Ridhu417Sharma तू ही है एक देशभक्त
और तो सब देशद्रोही है
और है कौन तू किसी को देशभक्त ओर देशद्रोही बोलने वाली
तुम जैसे लोग देंगे क्या टाइटल
शिक्षा और धर्म से लेना देना नहीं है बस घर चल रहा है धर्म के नाम पर
धर्म प्रेम और करुणा,दया और मानवता का पाठ पढ़ाता है
और ये सब कहाँ है तुम जैसे लोगो में
@BJP4India हवाबाज़ी है बस ज़मीनी हकीकत उल्टी है।
ये तस्वीर उनको भ्रमित करती है जिनको आकड़े नहीं पता।
और आंकड़े दिखाते है अर्थव्यवस्था की असली सच्चाई।
इतना प्रोडक्शन है तो लोग को जॉब क्यों नहीं मिल रही ।
जॉब मिलना तो दूर है जिनकी थी उनकी जा और रही है।
@ABPNews@MeghaSPrasad@nitin_gadkari Ohooo jeb se paisa nikal k bol rha paise jeb me gae h. Gajab h
Chun chun ke foj bnai h Ek se badh k ek khao khub khao janta ka maal
@AnupamPKher Kis sach ki baat kar rhe ho chori Hui h ye h sach to.Kya mudda chahiye logo ko baalo ke sath sath budhi bhi chali gai lagta hai.
Chori or wo bhi bhagwan ke mandir me
Aastha ke sath khilwad ab nhi hua kya ese to mandir me jute chapal le jao tab hi aastha ko thes pahuchti h.
@Ridhu417Sharma@narendramodi Ijjat to ladkiyo ki bhi looti jati h tab kese bardash ho jata h.
Jiski himayat tum kar rhi ho bolta wo bhi kuch nhi betiyo ke sath jab is tarha galat hota h.
Uski ijjat ijjat or baki ese hi.
Kis baat ki giraftari chor ko chor na bole to kya Pooja kare. Tum log chato mje se.
@news24tvchannel@yogrishiramdev Nhi hum Hindu rastra se nhi darte. Hume humara dharm sikhata h manvta ki raksha karna jeevo par dya karna bhaichare ke sath rhna.
Hum GAREEB rastra se dar rhe h jo aapke mahamanav ki mehrbani h loot liya mil mila k desh ko.
Vese Patanjali ke products se darne ki bhut jaroorat h
@news24tvchannel@NiteshNRane News 24 ........news ke naam par kachra. Kichad me nhae hue ho. Sar se paav tak gandgi me sane ho. Level dekh lo ab apni patrkarita ka.
@ibmindia20 Tujhe kya lagta h sarkar rupay ki girti value bacha paegi.
Economic crises se desh ko bahar nikal paegi?
Job de paaegi?
Jinki job is Modi Trump ki tarif wali dosti ke hatte chadhi h unki job bacha paegi?
@BHUPENDER_HRD Bevkoof insaan jis tarha ke economic crises desh me aaye h or situation abhi or bhi buri hone wali hai, rupay ki value gire ja rhi h or tum jaise log jo is tarha ke mudde utha k baith jate ho. Khane ko khana nhi h pine ko pani nhi h or ye chale h dharm bachane.
@ABPNews Bas hindu jinda nhi bachega rupay ki girti hui value uski kamar tod degi. Berojgari or mehangai use mar khaegi.
Log sucide commit kar rhe h jinki job chali gai or inhe hindu Rastra bnana h. Pahle jaan bachao.
@REAL___HINDUVT Badnami ke charche to aapke Mahamanv ke ho rhe h.Sach dikh jata h jhooth ko chikh chikh kar bolna part hai. Aap chilate raho Modi Modi desh ke halat sab sach bol dete hai.
@BHUPENDER_HRD Taj Mahal world heritage site h.
Tourism place h income hoti h vha se. More over pahchan h wo India ki. Log kahi baith k padhte honge India me world heritage site ka 7th wonder Taj Mahal hai.
@ibmindia20 2014 se Modi ji kya dhul khane baithe h sata me. Jo aaj h swal usi se hoga abhi k liye past me jine ka shauk hume nhi h tum log bhago pichle 72 saalo k piche
@Ridhu417Sharma Tumhare jaise logo ke inhi muddo ne desh barbad kiya hai. Agar basic needs k liye aawaj uthai hoti to aaj Bharat sach me vishwaguru hota.
@ibmindia20 Isi tarha ke jo standard tumne Modiji ke uneducated hone ko lekar set kiye h or ye btaya h ki samjh sikhsha k bina bhi aa sakti isi basis par jo Samjhdar h unhe job bhi lagwa do phir vha kyu itna padh likh kar jana hota h.Samjh se kam to ho jate h.Samjhdari h to phir sikhsha kyu?