@aryechoh@harish_cha94611@Alphastiphenn Woh tu bhi dekha ga yeh kitna kaam karega phir tu muh chupane ke kaabil bhi nahin rahega.... shayad tum ko pata nahin arijit ne kyun playback singing chodi...kyunki arijit aur qazi ka Collab project aane wala hai....
@aryechoh@harish_cha94611@Alphastiphenn Matlab arijit,Rafi sahab,kishore kumar bhi kuch nahin hai...singer alag hota hai composer alag.....ek baat hai nepotism ki wajah se isko kaam nahin mila kyunki Ekta kapoor ki misunderstanding hui thi....
@aryechoh@harish_cha94611@Alphastiphenn Woh industry se door tha industry ke lagon se nahin..... videoes dekhle youtube pe pade hai....concerts ke bhi aur functions ke bhi...
@slayinwords Iska dimaagh dekho Rohit Shetty ne kaha bhi yeh qazi ka game play bhi ho sakhta hai jo woh kar raha hai.....yeh sirf task jeetne gaya tha aur Qazi trophy,isliye Qazi task aur captaincy ko jeetne ki koshish nahin karta jaisa us ne bhi kaha hai show ki shuruwat mein
@aryechoh@harish_cha94611@Alphastiphenn Teri jitni aukaat hai qazi ne utne ke kapde badle hai biggboss mein abhi tak.....aur zara sajid khan, Sohail Khan aur salman se poochle kitne show karwaye hai isse
@ssbhfds As a neutral audience elvish bhi acha hai lekin Qazi jitna talented nahin hai....agar yeh donu ek season mein hote toh bhi Qazi hi zyaada famous hota kyunki qazi audience se connect hota hai elvish se zyada aur woh natural hota hai....2005 mein bhi yeh audience se connect hua tha