@kabeerraja786 bakwas karte howe sochte bhi nahi pehli baat ilzam ke liye gawah hona chahiye yeh aawaz video gawahi nahi dosri baat khud ache hote aap log tu parda rakhte but kaha apna aap bhi tuh dikhana hota hai aap jese logo ne acha nahi kar sakte tuh chale jao aap sab nawaz shareef ke pass
@FarooqueNoman Pakistan Mein Yeh Molana Hazraat Shoor Bara Karte Hai Islami Qanoon Ho But Jab Baat Aaye Gi Urat Ki Tuh Us Ko Paon Ki Juti Hi Samjhein Ge Islam Itna Hi Mane Ge Urat Ka Kaam Ghar Rahe Bache Sambhale Right But Mard Bhi Zulm Na Kare Yeh Nahi Dekhein Ge
Sab Theek Hai Mein Imran Khan Ke Sath Hon But Mujhe Yeh Batein Allah o Akbar Karye Hath Samne Karte Mard Hatheli Jese Imran Khan Ne Kiya Wese Tuh Urtein Karti Ya Meri Malomaat Galat Hai??
Koi Bata Dey
@humiraj1 Urat Ko Shadi Pe Aesa Tahafuz Milna Chahiye Keh Koi Mard Aasani Se Chorne Ki Himat Na Kare Ya Kuch Aesa Ho Koi Mard Chore Tuh Urat Phir Hi Chardewari Mein Rahe Us Ko Bhatakna Na Pare
@humiraj1 Bohat Kam Mard Hai Jo Rishte Nibhate Hai Aur Samjhte Hai Aese Mardo Ko 4 Shadi Karni Chshiye Ache Mardon Ki Wife Ko Bhi Chahiye Woh Khud Karwaein Un Ki Shadi
@humiraj1 Pehle Jo Larki Jaheez Na La Sake Us Pe Zulm Marte Susral Wale Phir Log Parhe Likhe Ban Gaye Tuh Bivi Ghar Ki Mulazim Bana Dete Bahar Gf Rakhte Hai Koi Apne Haq Ke Liye Bole Tuh Bache Cheen Leene Ka Bolte
@nadia_a_mirza Mard hi tuh hai sab kuch urat ke liye kuch nahi hai urat ko jo islam mein Quran e Pak mein jo haqooq mile hai yeh mard wohi de deye hai tuh urat ko kuch kehne ki zarorat hi nahi
@nadia_a_mirza Kese kare aik maa tarbiyat jahan sara ghar us beti ko uksata ho maa ke khilaf jese dadi ki ladli aur agar baap naraz hai bivi se tih bachon ko apne sath kar leeta hai aese mein tarbiyat achi kese kare gi maa
@Raskeqmr Shadi Ke Baad Har Cheez Mein Aadha Had Wife Ko Mil Jaye Har Haal Mein Tuh Kuch Badle Na Badle But Aik Baat Achi Ho Sakti Hai Mard Wife Ko Yeh Nahi Bole Ga Tum 3 Lafzon Ki Maar Ho